Avadh Mein Laute Hai Shri Ram Bhajan Lyrics – Sonu Nigam

Avadh Mein Laute Hai Shri Ram Bhajan Lyrics Is The Most Recent Song Sung By Sonu Nigam And Music Is Composed By Shreyas Puranik. Avadh Mein Laute Hai Shri Ram Bhajan Lyrics Wriitten By Ashutosh Agnihotri. This Song Is Published Under The Label Of T-Series.

Avadh Mein Laute Hai Shri Ram Bhajan Lyrics - Sonu Nigam

SONG DETAILS
Song: Avadh Mein Laute Hai Shri Ram Bhajan
Singer: Sonu Nigam
Music: Shreyas Puranik
Lyrics: Ashutosh Agnihotri
Label: T-Series

Listen To The Song Here

Avadh Mein Laute Hai Shri Ram Bhajan Lyrics – Sonu Nigam

ram ram jai jai shri ram
ram ram jai jai shri ram
ram ram jai jai shri ram
ram ram jai jai shri ram

lamba tha vanvaas ram ka
lekin ye vishvas ram ka
sach ki, tap ki jai hoti hai
dhairya tapa mann hi moti hai
aati hain baadhayein aayein
jitna rokein, aur darayein
jisne varat sankalp liya hai
aandhi mein bhi jala diya hai
jagkar door kare andhiyara
har shal, har shadiyantar hai haara

achayi sachayi jeete ki
ghar ghar deep jale har sham, manao diwali
avadh mein laute hai shri ram, manao diwali
baney hain sabke bigre kaam, manao diwali
avadh mein laute hai shri ram, manao diwali

ram ram jai jai shri ram
ram ram jai jai shri ram
ram ram jai jai shri ram
ram ram jai jai shri ram

Related: Dil Ki Mez Lyrics – Shalmali Kholgade | Merry Christmas

vann vann ghoom desh ko baandha
deen dukhi ko dekar kaandha
tapp se shath, abhimaan mitakar
seeta ko samman dilakar

jami shila ko shaap mukat kar
kitne pathar pran yukat kar
setu baandhkar, laksh saadhkar
yudh jeet kar paap naash kar

poora karke vachan pita ka
lehra karke vijay pataka
vaapas aaye apni nagri

sja hai poora raghuvar dham
avadh mein laute hai shri ram, manao diwali
baney hain sabke bigre kaam, manao diwali
avadh mein laute hai shri ram, manao diwali

Related: Pahadon Mein Lyrics – Vishal Mishra

kevat ki bhi noka taari
shabri ki joothan savikaari
jo jiska hai usse dilakar
shiv mein milkar bann rameshvar

aaj hariday anand bhara hai
pulkit ambar aur dhara hai
dashon dishayein sur mein gaati
swagat mein aatur, harshaati

baahein khol khadi hai maayein
aanjnay bhi sath hai aaye
prabhu ka aisa ho abhishek ke

unka raj rahe aviram
avadh mein laute hai shri ram, manao diwali
baney hain sabke bigre kaam, manao diwali
avadh mein laute hai shri ram, manao diwali

Related: Tu Hai Kahan Lyrics – Ahad Khan, Usama Ali & ZAYN

ram ram jai jai shri ram
ram ram jai jai shri ram
ram ram jai jai shri ram
ram ram jai jai shri ram

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top