Nazron Se Bachke Lyrics Is The Most Recent Song Sung By JalRaj And Music Is Composed By JalRaj. Nazron Se Bachke Lyrics Wriitten By JalRaj. This Song Is Published Under The Label Of JalRaj.
SONG DETAILS
Song: Nazron Se Bachke
Singers: JalRaj (Rajat)
Music: JalRaj
Lyrics: JalRaj
Label: JalRaj
Nazron Se Bachke Lyrics – JalRaj (Rajat)
Meri Nazron se bach to
Chuke ho sanam
Khud ki nazron se bachke
Kahan jaogey?
In saleekon se karte ho
Lakhon sitam
Kya jahannum mein jaake
Khuda paogey?
Aisa naqba (Destruction) hai tumne
Machaya kasam
Charche hote rahenge
Jahan jaogey…
In daleelon ko kab tak
Rakhogey sanam..
Hote hi tum bari phir
Sazaa paogey…
Humne gairon ki mehfil me
Dekha tumhe..
Jinme socha nahin tha nazar aaogey… x2
Tarbiyat puchte hi
tumhari sanam
Related: Deewane Hum Nahi Hote Lyrics – Aditya Yadav
Itni tehzeeb se tum
mukar jaogey
Humko neendo mein rakhkar
batao sanam
Kaise gairon ki baahon mein
So paogey?
Meri Nazron se bach to
Chuke ho sanam
Khud ki nazron se bachke
Kahan jaogey?
In saleekon se karte ho
Lakhon sitam
Kya jahannum mein jaake
Khuda paogey?
Apni shatir adao ki chalon
Ko tum
Chahkar bhi na humse
Chhupa paoge… x2
Bewajah bewafai ke
Zakhmo ko tum
Jaante ho kabhi na mita paogey..
Related: Masroof Hai Dil Kitnaa Lyrics – Himesh Reshammiya
Fitraton se tumhari hain
Wakif sanam…
Khudko hi aur kitna
Gira paogey?
Meri Nazron se bach to
Chuke ho sanam
Khud ki nazron se bachke
Kahan jaogey?
In saleekon se karte ho
Lakhon sitam
Kya jahannum mein jaake
Khuda paogey?
Dil ke hazaron
Mein tukde pade hain
Ke rehne do unko
Farak padta hai kya
Ab jo gairon ki baahon
Mein jaa hi chuke hain
Kyun zehmat lein unki
Farak padta hai kya
Related: Hosh Mein Lyrics – Marunal Shankar