Halka Halka Saroor Lyrics Is The Most Recent Song Sung By Kabul Bukhari And Music Is Composed By Kabul Bukhari and Lubhanu Priy. Halka Halka Saroor Lyrics Wriitten By Kabul Bukhari and Lubhanu Priy. This Song Is Published Under The Label Of Kabul Bukhari.
SONG DETAILS
Song: Halka Halka Saroor
Singers: Kabul Bukhari
Music: Kabul Bukhari and Lubhanu Priy
Lyrics: Kabul Bukhari and Lubhanu Priy
Label: Kabul Bukhari
Halka Halka Saroor Lyrics – Kabul Bukhari | Qawali
Maana Ki Janab Peeta Hoon
Bakhuda Behisab Peeta Hoon
Log Logon Ka Khoon Peete Hain
Main Toh Phir Bhi Sharab Peeta Hoon
Ye Jo Halka Halka Saroor Hai
Ye Teri Nazar Ka Kasoor Hai
Ke Sharab Peena Sikha Diya
Tere Pyaar Ne Teri Chah Ne
Teri Behki Behki Nigah Ne
Mujhe Ik Sharabi Bana Diya
Sharab Kaisi Khumar Kaisa
Ye Sab Tumhari Nawazishen Hain
Pilayi Hai Kis Nazar Se Tune
Ke Mujhko Apni Khabar Nahin Hai
Tere Pyaar Ne Teri Chah Ne
Teri Behki Behki Nigah Ne
Mujhe Ik Sharabi Bana Diya
Ki Sharab Peena Sikha Diya
Kau Hai Jisne May Nahin Pee Hai
Kaun Hhuti Kasam Uthata Hai
Maikade Se Bach Ke Nikalta Hai
Teri Ankhon Mein Doob Jata Hai
Sara Jahan Mast Jahan
Related: Zakham Dete Ho Lyrics – Kabul Bukhari | Qawali
Ka Nizam Mast
Tum Mast Sheesha Mast
Sab Mast Jaam Mast
Din Mast Raat Mast Sahar
Mast Shaam Mast
Yun To Saaki Har Tarah Ki
Tere Maikhane Me Hai
De Wo Bhi Thodi Si
Jo In Ankhon Ke Paymaane Hai
Sab Samajhta Hoon
Teri Ishwagari Ae Saaki
Kaam Karti Nazar Naam
Hai Paimaane Ka
Tere Pyaar Ne Teri Chah Ne
Teri Behki Behki Nigah Ne
Mujhe Ik Sharabi Bana Diya
Ye Jo Halka Halka Saroor Hai
Ye Teri Nazar Ka Kasoor Hai
Ki Sharab Peena Sikha Diya
Tera Pyaar Hai Meri Zindagi
Na Namaz Aati Hai Mujhko
Na Wuzu Aata Hai
Sajda Kar Leta Hoon Jab
Related: Ho Rang Hoya Mera Laal Peya Lyrics – B Praak
Samne Tu Aata Hai
Tera Pyaar Hai Meri Zindagi
Teri Yaad Hai Meri Bandagi
Jo Teri Khushi Woh Meri Khushi
Ye Mere Junoon Ka Hai Mojza
Jahan Apne Sarr Ko Jhuka Diya
Wahan Maine Kaaba Bana Diya
Ye Jo Halka Halka Saroor Hai
Ye Teri Nazar Ka Kasoor Hai
Ki Sharab Peena Sikha Diya
Mere Baad Kisko Sataoge
Mujhe Kis Tarah Se Mitaoge
Maine Unke Samne Awwal
Toh Khanjar Rakh Diya
Phir Kaleja Rakh Diya
Dil Rakh Diya Sarr Rakh Diya
Aur Arz Kiyaaa
Mere Baad Kisko Sataoge
Mujhe Kis Tarah Se Mitaoge
Kahan Ja Ke Teer Chalaoge
Meri Dosti Ki Balayen Lo
Mujhe Haath Utha Kar Duayen Do
Tumhen Ek Qaatil Bana Diya